ABDUL SATTAR EDHI SAHAB - TRIBUTE
1928 india mein peda hone wale yeh azeem shakhs 8 july 2016 ko karachi pakistan mein wafat pa gaye.
innalillah wa inn ilaeha rajeuun
ese bohut kam log hote hain is dunya mein jo insaniyat ko samajhte hain. jo insaniyat ki khidmat karte hain. edhi sahab, jihone ne yeh dikhaya aur sabit bhi kiya k haan ALLAH chahe jise hayadayat de sakta hai aur us bnaye hue insaaon k khidamt k liye chun sakta hai.
umar k sath sath tajurba aur sadgi ese barthi gayi jese barish k qatron se samundar ban jata hai. kya ek samundar unki sadgi ke samne kam parti hui kisi ko nazar ayi?
aksar log jab mashoor ho jate hain to bare magrur hojate hain. un k badan p kapre jate hain aur unki awaz 8ve asamaan tak pohoch jati hain. un k qadam zameen par nahi rehte aur nazre asman par bhi nahi ( yani k ALLAH ko yaad karna chor dete hain - aksar log )....
edhi sahab, na to kabhi magrur hue na kabhi unki awaz unchi hui aur na hi kabhi unhone apni sadgi chori. aj kal k zamane mein istrah ki zindagi jeena mushkil balke kuch logon k liye namumkin bhi ho jati hai... edhi ne sahab esi zindagi jee kar dikhayi.
mein un k bare mein zyada to nahi janti, lekin ek bat zarur kehna chahti hun k unhone insaniyat ki jistrah se khidmat ki. wesi khidmat ka moka shayed cr logon meine se kisi ek ko milti hai. woh humare abba chacha mamu ya koi qareebi rishtedar to nahi the lekin un k jane se yun lag raha hai k jese jism ka koi khas hissa cut gaya ho... kya apko bhi esa lagta hai?
edhi sahab k jane k baad ab humara farz banta hai k hum insaniyat ki mazeed khidmat kare aur pakistan ka naam roshan kare. aur yeh sab sirf or sirf dua k zariye mumkin hai. woh wapis to nahi ayenge lekin un is khwab ko zinda rakhna humara kaam hai...
utho pakistaniyo aur edhi sahab ko jeete rehne do!!!'
ALLAh tala unke darjat buland farmaye aur unhen jannatul firdous mein jagah ata farmaye AMEEN
regards
love conquers all

Keine Kommentare:
Kommentar veröffentlichen